My thought
that is my personal views
Agr mujhse mohabat Nhi toh rokte q ho
Tanhayi me mere bare me sochte q ho
Agr manzil juda hai toh Jane do mujhe
Laut k kab aayoge ye poochte q ho
Phool kabhi dobara nahi khilte
Janam kabhi dobara nahin milte
Milte hain log hajaron par
Hazaron galtiyan maaf karne wale Maa-Baap
Dobara nahi milte...
"सबके कर्ज़े चुका दूं मरने से पहले,,ऐसी मेरी नीयत है,,
मौत से पहले तू भी बता दे,,ज़िन्दगी तेरी क्या क़ीमत है "!!
Kudrat k niymo se inayat na karna..
In hasin nazaro se kayamat na karna..
Wo khud dega sb kuch aapko..
Bas,
Waqt se pehle paane ki shikaayat na krna.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
Delhi
110053