Chaska Time
Chaska Time – Mumbai-style Vada Pav in Chattarpur, Delhi
Serving freshly made, spicy and authentic Vada Pav for just ₹40!
24/04/2026
Aaj chai nahi… celebration hai ☕🔥
Chaska Time pe FREE CHAI – bas aao aur enjoy karo!
Taste bhi, vibe bhi… aur price ZERO 😎
Tag your chai partner & pull up NOW!
21/04/2026
Delhi walon, aapke dil ke sabse kareeb wali cheez aa rahi hai jaldi! 🤫
Lado Sarai shop pe ek naya chaska taiyaar ho raha hai —
Abhi toh sirf itna hi batayenge! 👀
Follow karo aur notifications on karo — reveal jald aane wala hai! 🔔
📍 Lado Sarai Shop
📞 +918287014145
🌐 www.chaskatime.com
21/04/2026
Yaar, fries khane ka mann kar raha hai? 🤤
Toh seedha aao Chaska Time, Lado Sarai — crispy, desi masala wali fries ready hain! 🍟🔥
Saath mein ek Vada Pav le lo — combo toh banta hai boss! 😄
Shaam ka snack plan sorted! 🙌
📍 Lado Sarai Shop only
📞 +918287014145
🌐 www.chaskatime.com
Us dost ko tag karo jiske saath fries khaoge aaj! 👇
21/04/2026
Yaar, aaj momos khane ka mann hai? 🥟
Steamy hot momos + spicy chutney = Delhi ka asli mood! 🔥
Chaska Time, Lado Sarai pe aa jao — ek plate toh banti hai! 😄
Akele mat khana, dost ko saath lao! 🙌
📍 Lado Sarai Shop only
📞 +918287014145
🌐 www.chaskatime.com
Us dost ko tag karo jiske saath momo khana hai aaj! 👇
21/04/2026
Delhi ka chaska, Bombay ki feeling — yeh hai Vada Pav! 😍
Crispy vada, naram pav, teekhi chutney — ek bite mein poora mood set! 🔥
Yeh sirf snack nahi, yeh ek emotion hai! 🙌
Aao taste karo — Chattarpur Village (Cart) ya Lado Sarai (Shop) pe milte hain!
📞 +918287014145
🌐 www.chaskatime.com
Us dost ko tag karo jo Vada Pav ka asli fan hai! 👇
21/04/2026
Lado Sarai waalo, aapka naya adda aa gaya hai!
Vada Pav, Fries aur Momo — sab ready hai aapke liye! 🔥
Aur bahut kuch aane wala hai jaldi... stay tuned! 👀
📍 Lado Sarai, Delhi
📞 +918287014145
🌐 www.chaskatime.com
Us dost ko tag karo jiske saath yahan jaana hai! 👇
21/04/2026
Chattarpur Village waalo, bhookh lagi hai? 🤤
Aao mil te hain — garama garam Vada Pav ready hai sirf aapke liye! 🔥
Ek baar taste karo, baar baar aoge! 😄
📍 Chhattarpur Village, Delhi
📞 +918287014145
Us dost ko tag karo jisko abhi Vada Pav khana hai! 👇
01/01/2026
2026 ka swag shuru…
Taste on, worries off! 😍🍔
Happy New Year from Chaska Time 🎊
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
Chattarpur Village
Delhi
110074