Lucknow Azadari

Lucknow Azadari

Share

Lucknow Azadari is a official page based on Azadari in Lucknow.

22/11/2023

"🏆I didn't want to use any other product after experiencing it 😍
Multi-purpose eyebrow drawing kit.
Waterproof and very easy to use
✨Get yours here👉 http://p4d-eyebrow.nimecal.com/
"

25/10/2023

Imambara Afzal Mahel Victoria Street Lucknow Afzal Mahel Awadh ke Dosre Badshah Naseer ud Deen Haider ki begum thin in ke bete shahzada Rafi un shan ( Munna jaan ) thay in ka makan Imambara Afzal Mahel se mila huwa hai jis me ab Furqaniya madrasa hai jis ka rasta Chwok bazar ki taraf se hai Badshah Naseer ud Deen Haider ke Inteqal ke baad Badshah begum jo un ki Dosri maa thin un ho ne Lal baradari me apne pote Munna jaan ko Awadh ka Badshah banya tha aor bahot shaan se un ki taj pishi ki g*e thi magar Angreez nahi chahte thay ke Munna jaan Awadh ke Nawab bane Iss liye un ke Badshah bante hi firangi fauj se aur Badshah ki fauj se jang ho g*e aor bahot khoon kharaba huwa tha phir firangi fauj Badshah begum ...Afzal Mahel ...Aor Munna jaan ko Giraftar kar ke Mirzapur ke Qile le g*e jisko Chunar ka Qila kaha jata hai waha un sab ko nazar band kar diya tha us ke baad yaha Awadh me Mahommad Ali Shah ko Angrezo ne Badshah bana diya Badshah Mahommad Ali Shah Lucknow se un sab ka kharch bhejte thay Munna jaan se waha kuch bachhe bhi hue thay kuch bachhe Afriqan Bibiyo se bhi thay Badshah begum ko baad me Lucknow bahot bulaya gaya magar woh nahi aae aor na Afzal Mahel aor na munnajan yaha wapas aaye aor wahi Inteqal huwa in ki Qabre wahi Qile ke aas paas hi hain Badsha begum Badshah Ghazi ud Deen ki begum thin aor Badshah Naseer ud Deen Haider ki Dosri maa thin aor Munna jaan ki Dadi thin.Zulkifl Rizvi

07/09/2023

Rauza e Imam Hussainع Karbala Talkatora Lucknow

Want your public figure to be the top-listed Public Figure in Lucknow?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Category

Telephone

Website

Address


Lucknow