RK tech zone

RK tech zone

Share

dosto mai hun RK(ramakant)
is page me aapko tech se related post dekhne ko milga .mera "Rk tech zone

29/01/2023

इलेक्ट्रिक लाइटर बनाओ पैसे बचाओ || make cheepest electric lighter
इलेक्ट्रिक लाइटर बनाओ पैसे बचाओ || make cheepest electric lighter

Hello everyone

Is video me hamne ek bahut hi sasta or rechargeable electric lighter banaya hai . Agar aap bhi banana chahte hai to is video se aapko kafi help mil sakti hai .
Hamne kosis ki hai sabhi chijo ko achhe se batane ki .
Video ko complete dekhiye or bataiye ki aapko video kaisa laga .

Materials

* Pvc pipe - 25mm
* Nut or bolt (small size)
* nicrom wire
* Battery 3.7 v
* Wires
* Super glue
* Charging socket

03/01/2023

How to make street light at home || homemade street light

Hello everyone

is video me hamne ek bahut hi badiya homemade street light banaya hai . is street lights ght ko aap bhi apne ghar par bana sakte hai , agar video achha lage to video ko like kare or comment me apna feedback jarur den..

14/12/2022

PVC sheet kaise banate hain ?

Hello dosto

is video me hamne pvc sheet banane ke do tariko ke bare me bataya hai .. ki kaise aap ghar par hi pvc sheets bana sakte hai . is video ko dekhne ke baad aap better pvc sheets ghar par hi banana sakte hai.

dosto video pasand aaye to video ko like
or comment box me comment jarur kar dena
channel par naye ho to channel ko subscribe kar dena

Want your business to be the top-listed Media Company in Patan?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Category

Website

Address


Vill And Post Gujra , Teh. Patan Dist. Durg
Patan
491111