Syed Salman Hashmi
Alhamdulillah for everything 🖤
Farz namaz ke baad ki ek bohot hi pyari aur masnoon Dua. ❤️ Hazrat Muaz bin Jabal (R.A) se rivayat hai ke Nabi Kareem (S.A.W) ne unka haath pakra aur farmaya: "Aye Muaz! Main tum se mohabbat karta hoon, har namaz ke baad ye dua parhna mat chorna."
✨ The Dua: "Allahumma a'inni ala dhikrika wa shukrika wa husni ibadatik" (اللَّهُمَّ أَعِنِّي عَلَى ذِكْرِكَ وَشُكْرِكَ وَحُسْنِ عِبَادَتِكَ)
Tarjuma: "Aye Allah! Meri madad farma ke main Tera zikr karoon, Tera shukr ada karoon aur Teri behtareen ibadat karoon."
Is video ko share karein, ye apke liye Sadqa-e-Jariyah ban sakti hai
Duniya ki rangeeniyon mein hum Aksar bhool jate hain ke asal thikana kahan hai. 🥀 Allah hum sab ko Haya aur Parda karne ki taufeeq ata farmaye aur Deen-e-Haq par chalne wala banaye. Ameen.
Ye paigham share karein, shayad kisi ke dil ki duniya badal jaye. ❤️
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
Mailsi