Environmental confessions
The Environmental Confession Page is only about the student of department of environmental sciences, BZU multan. you can confess everything about the stude
what i am thinking ka yar wo banda hostel ja raha thaa pakra gaya to ab uski jaan lo ga kya?....
means har bandy ki ak faimly hoti hai ab hum jo ghalat kam karty hain kya confidence main la kar karty hain?
matlab kisi nay soacha hoga ka wo aysa kary ga
kitnon ko main janta hun jo larky diwarain phailang kar girls hostel jaya karty tha or kitni larkian boys hostel aya karti hain bus faraq ya ka Allah nay unka parda rakha howa hai
hum sab ko apny giraban main jhankain ka hum sab kitni ghaltain karty aaye hain or Allah nay parda rakha howa hai
na koi news paper ruka publish karny sa
na kisi TV channel nay soacha ka
kitna bara aalmi masla tha na ya ......π£
iski faimly par kya guzar raha hoga
matlab i am saying log sirf enjoy karny ka lia share kar rahy hain
koi khuda khofi karo main to ya soach raha hun agar iski jaga main hota yahan main ghalti karty howe pakra jata to faimly par kya guzarti πππππ
to dusron ka lia bhe waisa soachain jaisa hum apny lia soachna chahty hain .....
i am not saying that he is rite but atleast we must keep in mind tha he has a faimly
he has a social circle....
LET'S SAVE THE ENVIRONMENT
By a baby... To, to be baby....
Mera yeh last hai us larki kay leyay jiska naam un***a hai environment science main aap kay sath 7 lena chahta hun aap kahain gi to 8,9,10 pheray b lay laun ga koi bnda serious b hota hai bnda reply to krday( : je uska banda rply kar day to chaly ga?) aik baar apnay ib main jhank lay mujhy pta h aap achi hain Writing b achi h so really love u but force ni krna chahta agar aap Commited ho to mujhy bta dejayay ni to aain Shadi krain....
confession #10
Ma ya confess karna chata Hun k Ma aik larki jo k bs environmental sciences 2nd semester Ma parhte ha wo black gaaoun Ma Sindhi sakaff ma glasses wle friend k sath library k bhr aksar ap walk kar rhy hote ho, Ma na apko mid Ma dakha tha us din ap ka Islamist ka paper tha Ma na apko us din tang bhi kia tha mri tang karna ke waja sa ap disturb bhi hui thein, Ma ap k pecha meals par aya jb ap shurma la rhy thein ap sa us time himat ni hui bt karna ke, Ma apko bht like kartA Hun agr ap muj Ma interested ho to admin k throw muj sa rabta karain
admin:
jitne words is page pe english k the janab ne sirf un k spellings theek likhe hain baki alfaz qareen khud mulhaiza farmayein , bhai mere , tang us din ni kia ap ne asal tang aj kia hay confess kar kay , wo bhi mujhe, ap ka confession parhte parhte ek bar phir 2 sal k lie admin sone laga tha, itna cheapoo andaz, huuuhhh.. and wo apsra jo bhi hay, islamiyat ka paper de dia, agr zara c bhi islamiyat yad ho to door rehna behan aur scarf wali friend agr is baji ko bhi sacrf de deti to aj ye din na dekhne parteπ€ . admin k trough sirf khatma ho skta hay rabta nahi beta , π€£π¬π¬π€£π¬π¬π€£π€£
another confession from same guy :P
ya contact karwa do mra -yar koi ehsaas hi nai h feelings ka kisi k
Admin:
bhai kr dia post ap ka dukhra, :/ aur feelings ki bat na krein ap bhi mujhe china mal malom hote hain , bs shaaaam tak e :D aur wo larki ehtiyati tadabeer malhoz e khatir rakhte hue taman phupho type larkion se door rahe ,
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Telephone
Website
Address
BZU
Multan
60000