Mohabbat Rooth Jaye To
We sell All kind of books,Website For Details. You will be having alot of fun, chit chat here, gup shup here
SO Have Fun Around
Abuse = Ban
Na Hum hain befawa,
Na App thay Humnawa,
Ju bhi howa hamaray beech,
Aisaa he likha howa,
Hum kuch bhi kar lain ,, Ju likha howa ,, Woh he honay walay hai,, Hum aur app usku badal/change nahi kar saktay...
Lakin/ Aik dream/ khawaish thee aur rahay ghi kay kaash hum dono kartay Wafa aur hotay Humnawa.......
Karnay ku bohat kuch tha Magar Faisla yehi howa,
Hum Ahl-e-Muhabat hain, Muhabat he karain g**y.
Tum Ju hotay Tu Baat Aur Thee.
Abb Ki Barish Tu Sirf Pani hai....
Har saans kay sath sath kehta hai dil maira,
Jayo Manna kar layo usku,
Kehta hai kay,
Jub say woh gayi hai taras raha hoon sakoon kay liya....
Click here to claim your Sponsored Listing.
Contact the establishment
Telephone
Website
Address
Sialkot
55043